SWITCHES KI JANKARI
Aaj ham switch ke bare me baat karenge
Switch ke dwara kisi bhi electric appliances ko on ya off kar sakte hain wo bhi dur se. Switch ka kaam line break aur add karna hota hai. Jab line jud jati hai tab wo aage current supply karta hai wo appliance jo us switch se juda hai tak current pahunch jata hai
Yadi switch ko off karde to
line break ka kaam karta hai aur current ko break kar dEta hai
Yahan main aapko ek switch ki photo share kar rha hun
Ye ek simple switch hai jise one way switch bhi kahte hain
Ab sawaal ye hai ki ham kaise pata karenge ki switch one way hai ya two way.
Two way switch ke baare ham jyada baad me janenge
Uper wali photo me 2 jagah hai jahan wire dala ja sakta hai isliye ye one way switch hai. Isme neeche wale point me line wire input karenge, aur upar wale me out put nikalenge.

No comments