ELECTRICIAN KYU ZAROORI HAI
WHAT IS ELECTRICIAN
Waise to electrician usi ko kehte hain jo electric ka kaam karta hai.
But aisa nahi hai electrician ka matlab hota electric ke baare me full jankari rakhne wala.
Electrician bhi kai prakar ke hote hai v jaiSe
home wiring electrician,
Machine ka electrician,
Home appliance repair karne wala electrician

Electrician har jagah ki jarurat hai kyuki electric ka use har jagah hai aur insaan ki jarurato me se ek hai
Jaise building me . Airlines me. Ship me, aur bhi kai field me
Jaise building me . Airlines me. Ship me, aur bhi kai field me
Electrician ko dehati bhasa me lineman bhi kaha jata hai
Electrician ki 2 categories hai
1 . Lineman
2. Wireman
1 . Lineman
2. Wireman
Lineman ÷ line man electric distribution company me work karte hain . Ye high voltage current par kaam karte hain
Wire man ÷ wireman low voltage current par kaam karte hain . Jaise building me , companies me , home me aur bhi kai jagah
Electrician ke liye tools bhi bahut jaroori hain . Tools ke baare me ham aage ki post me batayenge
Electrician ke liye tools bhi bahut jaroori hain . Tools ke baare me ham aage ki post me batayenge
Electrician ki jarurat aaj kal har jagah hai kyunki aaj electricity aur electric related products ka use har ghar me ho raha hai.
Electrician hi hamare ghar me wirring ko systematic dhang se kar sakta hai. Jisse hamare appliances bhi safe rehte hai. Aur ghar bhi dekhne me sundar lagta hai.
To dosto ye mera first post hai ELECTCTRIC se relative aur main ap logo ke liye daily electric se judi nayi jankariyan lekar aaungA
Thanks frnds ki aap ne mera ye post pada
Mujhe comment dwara bataiye kuch kami taaki main unhe solve kar saku
Mujhe comment dwara bataiye kuch kami taaki main unhe solve kar saku
No comments